jaagoon kaise agar main soya nahi
dhundu kaise agar main khoya nahi
rulaya bhi hasaya bhi
choota bhi mila bhi
ankhon se gira bhi
labon pe chaya bhi
agar ho ansoo ki kahani
to har pal nayi hai sunani
jo palko ke neeche bhi
ankho ko meeche bhi
ajaaye kbhi
ya peejaoon kabhi
agar ho hasi ki kahani
jaise khushbu ho ruhani
labon ko badaye bhi
gum ko chupaye bhi
ajaye kabhi
ya laaoon kabhi
ho ya ansoo ho ya hasi
maksat ho alag ya ek
chupi hoti h kahani
ek ya anek...
M<
dhundu kaise agar main khoya nahi
rulaya bhi hasaya bhi
choota bhi mila bhi
ankhon se gira bhi
labon pe chaya bhi
agar ho ansoo ki kahani
to har pal nayi hai sunani
jo palko ke neeche bhi
ankho ko meeche bhi
ajaaye kbhi
ya peejaoon kabhi
agar ho hasi ki kahani
jaise khushbu ho ruhani
labon ko badaye bhi
gum ko chupaye bhi
ajaye kabhi
ya laaoon kabhi
ho ya ansoo ho ya hasi
maksat ho alag ya ek
chupi hoti h kahani
ek ya anek...
M<

No comments:
Post a Comment