Ye kaisa dil jiski dhadkan kho gyi
Ye kaisi aahein jinki sansein kho gyi
Ye kaisa jism jiski parchai kho gyi
Ye kaisi aahat jinki aawaz kho gyi
Ye kaisa lamha jiska koi wajoot nhi
Ye kaisi aankhe jinme tera chehra nhi
Ye kaisa sach jiska koi rukh nhi
Ye kaisi chahat jinme pyar nhi
Ye kaisa main jisme tu hi nhi..
...M<..
Ye kaisi aahein jinki sansein kho gyi
Ye kaisa jism jiski parchai kho gyi
Ye kaisi aahat jinki aawaz kho gyi
Ye kaisa lamha jiska koi wajoot nhi
Ye kaisi aankhe jinme tera chehra nhi
Ye kaisa sach jiska koi rukh nhi
Ye kaisi chahat jinme pyar nhi
Ye kaisa main jisme tu hi nhi..
...M<..

No comments:
Post a Comment